Sankalp se Siddhi Tak
Sankalp Arpan
Apne janm ka samay aur uddeshya humein dein. Yeh aapki adhyatmik yatra ki pehli ahuti hai.
Daivya Chintan
Humare vidvaan aapke graho aur urja ka dhyan-purvak vishleshan karke sahi maarg chunte hain.
Siddha Chayan
Aapke liye wahi 'Siddha' Rudraksha chuna jata hai jo aapki aatma aur lakshya se mel khaye.
Urja Parivartan
90 dino ke niyamit dharan se aap apne bheetar ek divya sakaratmak badlav mehsoos karenge.